Roman script

chala hai joshi film banane, amar joshi film banane

bollywood me dhoom machane, phir kya hoga koi na jane

aa jayenge hosh thikane

chala hai joshi film banane, amar joshi film banane

kisi ko ye malum nahi, kya chalega kya nahi

kisi ko ye malum nahi

likh rahe hai sab ke sab jane hosh ayega kab

milko bhai wahi banane 

chala hai joshi film banane, amar joshi film banane

angreji ek dhun utha kar, hindi bol bitha lena

musical ke tukade karke desi geet bana lena

ham sunte aaye salon se yahi tarane

chala hai joshi film banane, amar joshi film banane

bollywood me dhoom machane, phir kya hoga ko na jane

aa jayenge hosh thikane

chala hai joshi film banane, amar joshi film banane

chala hai joshi film banane, amar joshi film banane

Explore this song