Roman script

khwaabo ki lehre khushiyo ke saye

khushbu ki kirne dheeme se gaaye

yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar

yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar

chala aaya pyar, chala aaya pyar

khwaabo ki lehre khushiyo ke saye

khushbu ki kirne dheeme se gaaye

yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar

yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar

chala aaya pyar, chala aaya pyar

mohabbat ka dariya ajuba nirala

jo taira wo paya kabhi na kinara

mohabbat ka dariya ajuba nirala

jo taira wo paya kabhi na kinara

jo bekhauf dooba wahi to pahunch paya paar

yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar

chala aaya pyar, chala aaya pyar

kabhi zindagi ko sanware sajaye

kabhi maut ko bhi gale se lagaye

kabhi zindagi ko sanware sajaye

kabhi maut ko bhi gale se lagaye

kabhi jeet uski hai sab kuch gaya wo jo haar

yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar

chala aaya pyar, chala aaya pyar

khwaabo ki lehre khushiyo ke saye

khushbu ki kirne dheeme se gaaye

yahi to hai humdum wo sathi wo dilbar wo yaar

yado ke nazuk paro pe chala aaya pyar

chala aaya pyar, chala aaya pyar

Explore this song