Roman script

jo bhi faisla hai tera woh mujhko bata de

jo naseeb mein hai likha uss shakhs se mila de

mila de mila de mila de

main dua ke baad jab bhi aankhon ko kholun

mere humnava ka mujhe chehra dikha de

chehra dikha de

ta na na de re noo noo ta na na re

ta na na de re noo noo ta na na re

ta na na de re noo noo ta na na re

ta na na de re noo noo ta na na re

phir se ek baar ujad jaate hain

phir se ek baar ujad jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

phir se ek baar bikhar jaate hain

phir se ek baar bikhar jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

haan chal tere ishq mein pad jaate hain

ta na na de re noo noo ta na na re

ta na na de re noo noo ta na na re

ta na na de re noo noo ta na na re

ta na na de re noo noo ta na na re

mere dil ne diya jo tujhe martaba

jaanu main ya toh phir jaane mera khuda

mere dil ne diya jo tujhe martaba

jaanu main ya toh phir jaane mera khuda

teri oar sanam ab yeh mere kadam

badhna chahte hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

ho chal tere ishq mein pad jaate hain

rabb ki marzi se tujhe dil de diya maine hai

ab toh har din khaatir teri lage jeene hain

rabb ki marzi se tujhe dil de diya maine hai

ab toh har din khaatir teri lage jeene hain

hum unmein se nahi jo raahon mein kahin

hum unmein se nahi

jo raahon mein kahin bichhad jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

ho chal tere ishq mein pad jaate hain

ho ho... chal tere ishq mein pad jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

chal tere ishq mein pad jaate hain

Explore this song