Roman script

itti si hasi itti si khushi itta sa tukda chaand ka

khwaabo ke tinko se chal banaaye aashiyaa

dabe dabe paao se aaye haule haule zindagi

hotho pe kundy chadha ke hum taale laga ke chal

gumsum taraane chupke chupke gaaye

aadhi aadhi baant le aaja dil ki ye zameen

thoda sa tera sa hoga thoda mera bhi hoga apna ye aashiya

itti si hasi, itti si khushi itta sa tukda chaand ka

khwaabo ke tinko se chal banaaye aashiyaa

na ho chaar deeware phir bhi jharokhe khile

baadalo ke ho parde shaakhe hari pankha jhale

naa ho koi takrare are masti thahake chale

pyar ke sikko se mahine ka kharcha chale

dabe dabe paao se aaye haule haule zindagi

hotho pe kundy chadha ke hum taale laga ke chal

gumsum tarane chupke chupke gaaye 

aadhi aadhi baant le aaja dil ki ye zameen 

thoda sa tera sa hoga

thoda mera bhi hoga apna ye aashiya

itti si hasi, itti si khushi itta sa tukda chaand ka

khwaabo ke tinko se chal banaaye aashiyaa

itti si hasi, itti si khushi itta sa tukda chaand ka

khwaabo ke tinko se chal banaaye aashiyaa

Explore this song