Roman script

itti si hasi, itti si khushi

itta sa tukda chaand ka

khwabo ke tinko se chal banaye aashiya

itti si hasi, itti si khushi

itta sa tukda chaand ka

khwabo ke tinko se chal banaye aashiya

dabe dabe paao se aaye haule haule zindagi

hontho pe kundy chadha ke hum taale laga ke chal

gumsum tarane chupke chupke gaaye

aadhi aadhi baant le aaja dil ki ye zameen

thoda sa tera sa hoga

thoda mera bhi hoga apna ye aashiya

itti si hasi, itti si khushi

itta sa tukda chaand ka

khwabo ke tinko se chal banaye aashiya

na ho chaar deeware phir bhi jharokhe khile

baadalo ke hontho pe shaakhe hari pankha jhale

naa ho koi takrare are masti thahake chale

pyar ke sikko se mahine ka kharcha chale

dabe dabe paao se aaye haule haule zindagi

hontho pe kundy chadha ke hum taale laga ke chal

gumsum tarane chupke chupke gaaye

aadhi aadhi baant le aaja dil ki ye zameen

thoda sa tera sa hoga

thoda mera bhi hoga apna ye aashiya

itti si hasi, itti si khushi

itta sa tukda chaand ka

khwabo ke tinko se chal banaye aashiya

itti si hasi, itti si khushi

itta sa tukda chaand ka

khwabo ke tinko se chal banaye aashiya

Explore this song