Roman script

chakku chhuriya tez kara lo 

chakku chhuriya tez kara lo 

chakku chhuriya tez kara lo 

main to rakhu aisi dhaar 

ki chakku ban jaye talvaar 

ki dekho rakhva ke ek bar 

na pichhe pachhtana sarkar 

ye jamana hain teji ka jamana 

chakku chhuriya tez kara lo 

chakku chahe bhi ho kaisa 

ho chakku chahe bhi ho kaisa 

pathar pe ghisu main aisa 

chakku chamkega chaandi jaisa

majuri leti hu main das paisa 

majuri leti hu main das paisa 

wo jivan yaar bina kuchh naahi 

dil jo pyar bina kuchh naahi 

nar jo naar bina kuchh naahi

chakku dhaar bina kuchh naahi 

jiske ghar me tej ho chaku 

uske ghar me ghuse na daku 

ho uske ghar me ghuse na daku 

jiske ghar me tej ho chaku 

daku choro se ghar ko bachana 

chakku chhuriya tez kara lo 

chakku chhuriya tez kara lo

main to rakhu aisi dhaar 

ki chakku ban jaye talvaar 

ki dekho rakhva ke ek bar 

na pichhe pachhtana sarkar 

ye jamana hain teji ka jamana 

chakku chhuriya tez kara lo 

mile sadak pe koi mawaali 

ho mile sadak pe koi mawaali 

daaru pee ke jo de de tumhe gaali

chaaku tej karega rakhwali 

is baat pe baccho maaro tali 

ho is baat pe baccho maaro tali 

kal ek bola mujhko heer

teri julfe hain janjir 

teri do ankho ke teer 

ki mera gaye kaleja chir 

maine chhuri dikhai jhat se 

maine chhuri dikhai jhat se 

bola behanji mujhko falet se 

bola behanji mujhko fat se 

tum raakhi ke din ghar aana 

chakku chhuriya tez kara lo 

chakku chhuriya tez kara lo 

main to rakhu aisi dhaar 

ki chakku ban jaye talvaar 

ki dekho rakhva ke ek bar 

na pichhe pachhtana sarkar 

ye jamana hain teji ka jamana 

chakku chhuriya tez kara lo 

chakku chhuriya tez kara lo

Explore this song