Roman script

rona dhona kya karna, le le rab ka naam re

daawat de khushi ko, kar gham ko raam raam re

chikni jameen duniya sahi, tu na fisalne se dar

chhote bade pathar bhi hai, sar pe na padne se dar

pakke bhi hongi, wo gul bhi hongi

honge andhere ujaale

yu hi chalta chala chal tu haske nikal chal

duniya mein kar naam re hey hey

thak jaaye to thoda tu kar bhi le aaraam re

thak jaaye to thoda tu kar bhi le aaraam re

daawat de khushi ko, kar gham ko raam raam re

daawat de khushi ko, kar gham ko raam raam re

rona dhona kya karna, le le rab ka naam re

kaagaj se tu aansu sambhaal, na ho jo koyi rumaal

baaja na ho to

saanson pe kar tu uchhal ke dhamaal

duniya mein jis dum chamka kabhi tu

na tu akela hai yaar

koyi saathi banaa le gale se lagaa le

khushiyon ke ho jaam re hey hey

hona hai to ho ja tu ishq mein badnaam re

daawat de khushi ko, kar gham ko raam raam re

daawat de khushi ko, kar gham ko raam raam re

rona dhona kya karna, le le rab ka naam re

rona dhona kya karna, le le rab ka naam re

Explore this song