Roman script

chahu bhi to mai kaise kahu saari jo baate dil kehta hai

lehar sapno ki kaise ginnu dariya behta hi rehta hai

keh rahi hai kya ye suno meri khamoshiya

raat se hai lambhi kahi dil ki ye dastan, kaise kahu

chahu bhi to mai kaise kahu saari jo baate dil kehta hai

lehar sapno ki kaise ginnu dariya behta hi rehta hai

keh rahi hai kya yeh suno meri khamoshiya

raat se hai lambhi kahi dil ki yeh dastan

kaise kahu kaise kahu

tumse mujhe ye kehna tha wo keh raha tha humdum

ho samne to kya kahu kya kehna tha humdum

kaise ye jazbat hai iss dil me to din raat hai

hontho pe kyu aane se ye sharmate hai

aankho me kyu  ye har gadi aa jate hai

chahu bhi to mai kaise kahu saari jo baate dil kehta hai

lehar sapno ki kaise ginnu dariya behta hi rehta hai

hum kyu kahe joban kahe ik baat hai jaana

dhadkan kahe dhadkan sune wo raat hai jaana

dil bole bin hai bolta sab raaz hai yeh kholta

jab khwab hai jazbat hai ehsas hai

to kehna kya to sunn na kya ham paas hai

chahu bhi to mai kaise kahu saari jo baate dil kehta hai

lehar sapno ki kaise ginnu dariya behta hi rehta hai

keh rahi hai kya yeh suno meri khamoshiya

raat se hai lambhi kahi dil ki yeh dastan, kaise kahu

Explore this song