Roman script

chahe purush ho chahe nari

girshthi ho ya ho brahmchari

are chahe purush ho chahe nari

girshthi ho ya ho brahmchari

paap bura hain sabko pata hain

phir bhi paap kare

to bas phir jai jagdish kare

to bas phir jai jagdish kare

ramchandr ke sewak dekho kaisa banaye bhed

are ramchandr ke sewak dekho kaisa banaye bhed

dhanush baan ki jagah hath me pakda cigrette case

jeb me chaku rampuri hain jeb me chaku

jeb me chaku rampuri hain

hath me bhagwat geeta

subah nahaye gangajal se

raat ko daru pita

madhusala me ravan bhi jab

madhusala me ravan bhi jab jaam pe jaam bhare

to bas phir jai jagdish kare

to bas phir jai jagdish kare

hey utthe baitthe jaagte sote

chhod ke duniya ke sab kaam

lete rahna lete rahna lete rahna 

prabhu ka naam main bhi lunga

prabhu ka naam tu bhi lena

hari ka naam 

jaagte lena hari ka naam 

sote lena hari ka naam 

jor se lena prabhu ka naam

dhire se lena hari ka naam 

andar lena prabhu ka naam

baahar lena hari ka naam 

chalo radhike hum chalte hain

dono lenge prabhu ka naam

oye main bhi lunga hari ka naam 

tum bhi lena prabhu ka naam

jaagte lena hari ka naam 

sote lena prabhu ka naam

Explore this song