Roman script

chaahe laakh jamana roke 
jamana roke ye duniya toke 
dil rahega kisi ka hoke 
ho dil rehega kisi ka hoke 
dil aaye kaha phir dil hai 
dil aaye sabar dil aaye sabar 
dil aaye kaha phir dil hai  
samjho na ise mushkil hai 
samjho na ise mushkil hai 
ye jawani diwani kare manmaani 
ye jawani diwani kare manmaani 
ye gupchup dikhaye dhokhe 
chaahe laakh jamana roke 
jamana roke ye duniya toke 
dil rahega kisi ka hoke 
ho dil rehega kisi ka hoke 
sabse achchi dil ki duniya 
pyar ka hai ye dera 
is duniya me dil ka maalik 
pritam kare basera 
ye dilwale pyar ke gham se 
ye dilwale pyar ke gham se 
rahte huye hai dil kho ke 
rahte huye hai dil kho ke 
chaahe laakh jamana roke 
jamana roke ye duniya toke 
dil rahega kisi ka hoke 
ho dil rehega kisi ka hoke

Song details

Song video

Watch on YouTube