Roman script
chahe kitna mujhe tum bulao ji nahi bolungi nahi bolungi chahe kitna mujhe tum bulao ji nahi bolungi nahi bolungi bol na bole janewale sun to le diwano ki ab nahi dekhi jati humse ye halat armano ki bol na bole janewale husn ke khilte phul hamesha bedardo ke hath bike husn ke khilte phul hamesha bedardo ke hath bike aur chahat ke matwalo ko dhul mili virano ki chahe kitna mujhe tum bulao ji nahi bolungi nahi bolungi bol na bole janewale dil ke najuk zazbo par bhi raaz hai sone chandi ka dil ke najuk zazbo par bhi raaz hai sone chandi ka ye duniya kya kimat degi pyasa dil insano ki chahe kitna mujhe tum bulao ji nahi bolungi nahi bolungi bol na bole janewale sun to le diwano ki ab nahi dekhi jati humse ye halat armano ki bol na bole janewale
Song details
- Singer: Talat Mahmood
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Armaan (1953)
- Composer: Sachin Dev Burman
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actor: Dev Anand
- Actor: Madhubala
- Actor: Jagirdar
- Actor: Shakila
- Actor: K N Singh
- Actor: Murad
- Actor: Gulab
Song video
singer: Talat Mahmood, Asha Bhosle