Roman script

aa aa aa aa aa 
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
aa chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
logo ka kya samjhane do
logo ka kya samjhane do 
unki apni majburi 
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
maine dil ki baat rakhi 
aur tune duniyawalo ki 
maine dil ki baat rakhi 
aru tuen duniyawalo ki 
meri arj bhi majburi thi 
meri arj bhi majburi thi 
unka husn bhi majburi 
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
rok saka to pahli  baarish 
ki bundo ko tum roko 
rok saka to pahli  baarish 
ki bundo ko tum roko 
kachchi mitti to mahkegi 
kachchi mitti to mahkegi 
hain mitti ki majburi 
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
jab tak hansta gata mausam 
apna hain sab apne hain 
jab tak hansta gata mausam 
apna hain sab apne hain 
waqt pade to yaad aa jaati hai
waqt pade to yaad aa jaati hai
mushloi majburi
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
muddat gujare ek waade par 
aaj bhi kyaam hain mohsir 
muddat gujare ek waade par 
aaj bhi kyaam hain mohsir 
hamne saari umar nibaahi 
hamne saari umar nibaahi 
apni pahli majburi 
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi 
logo ka kya samjhane do
logo ka kya samjhane do 
unki apni majburi 
chahat me kya duniyadari 
ishq me kaisi majburi

Song details

Song video

Watch on YouTube