Roman script

chand tare phul shabnam tere bas mein kya nahi

koi aisi shay nahi jisme tera jalwa nahi

dil mein tu hai dhadkno mein tu hai meri jaaneja

tere mere bich mein hai rasta parda kaha

tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha 

jhut kehta hu to aaina uthakar dekh le

apni parwshani ko ghunghat mein chhupakar dekh le

chhup nahi sakte meri jaan mere hontho ke nishan 

tu jaha hai

tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha 

tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha

tera nurani mehal tu rehanewala arsh ka

farsh pe tune bikhera hai ujala arsh ka

tere jalawo se hai roshan mera mitti ka makan 

tu jaha hai

tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha 

tu jaha hai main waha hu, main jaha hu tu waha

Explore this song