Roman script

chand ne aisa jadu dala chand ne aisa jadu dala

ki hoke matwala jiya mera jhum raha

chand ne aisa jadu dala ki hoke matwala jiya mera jhum raha

jhanke payal khanke kangana

thirke ang gora gora chand ne aisa jadu dala

ki hoke matwala jiya mera jhum raha

mamta aaj khili hai aisi apne singar me

bagiya jaise gagraye khilti bahar me

mamta aaj khili hai aisi apne singar me

bagiya jaise gagraye khilti bahar me

morani sa morni sa nache rang gora gora

chand ne aisa jadu dala ki hoke matwala jiya mera jhum raha

chand ne aisa jadu dala ki hoke matwala jiya mera jhum raha

duniya aaj suhani lage chanda ki chaav me

anhiya rash rachaye naye sapno ke gaav me

jagmagaye mushkuraye nache ang gora gora

chand ne aisa jadu dala ki hoke matwala jiya mera jhum raha

chand ne aisa jadu dala ki hoke matwala jiya mera jhum raha

man me ek saloni nayi chanchal umnag hai

tan pe pyaar ke albele mausam ka rang hai

chandani sa dhamani sa nache rang gora gora

chand ne aisa jadu dala ki hoke matwala jiya mera jhum raha

jhanke payal khanke kangana

thirke ang gora gora chand ne aisa jadu dala

ki hoke matwala jiya mera jhum raha

Explore this song