Roman script
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye Aafton ki duniya mein kuch sabr aaye Mujhe teri baahon mein ho karar aisa Ke barson ke gaye ho jaise ghar aaye Kasmein khila doon main ghadiyan chhupa doon main Laut na tu jaaye kahin wajah mita doon main Tere hi khayalon mein kab se lapata hoon main Apni wafayein saari tujh pe luta doon main Kaat nahi kat-te din tere pyaar mein Doob raha hoon main teri yaadon ke aabshar mein Zaalima yun roz ka tera aana-jaana chhod tu Toot hi na jaaye mera dil intezaar mein Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye Aafton ki duniya mein kuch sabr aaye Mujhe teri baahon mein ho karar aisa Ke barson ke gaye ho jaise ghar aaye Beh na jayega sambhal jayega Yeh dil toh kahin bhi lag jayega Magar ruh ko aaram woh jo tujhse mila Meri jaan woh kahin bhi na mil payega Itna hi chahoon bas tujhko mana loon main Main tera ho jaaun tujhe apna bana loon main Tere saath duniya basane ki hai aarzoo Tu jo maan jaaye saari khushiyan mana loon main Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye Aafton ki duniya mein kuch sabr aaye Mujhe teri baahon mein ho karar aisa Ke barson ke gaye ho jaise ghar aaye Barson ke gaye ho jaise ghar aaye Barson ke gaye ho jaise ghar aaye
हिंदी में गीत
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए आफ़तों की दुनिया में कुछ सब्र आए मुझे तेरी बाँहों में हो क़रार ऐसा कि बरसों के गए हो जैसे घर आए क़समें खिला दूँ मैं घड़ियाँ छुपा दूँ मैं लौट ना तू जाए कहीं वजह मिटा दूँ मैं तेरे ही ख़यालों में कब से लापता हूँ मैं अपनी वफ़ाएँ सारी तुझपे लुटा दूँ मैं काट नहीं कटते दिन तेरे प्यार में डूब रहा हूँ मैं तेरी यादों के आबसार में ज़ालिमा यूँ रोज़ का तेरा आना-जाना छोड़ तू टूट ही ना जाए मेरा दिल इंतज़ार में चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए आफ़तों की दुनिया में कुछ सब्र आए मुझे तेरी बाँहों में हो क़रार ऐसा कि बरसों के गए हो जैसे घर आए बह ना जाएगा संभल जाएगा ये दिल तो कहीं भी लग जाएगा मगर रूह को आराम वो जो तुझसे मिला मेरी जान वो कहीं भी ना मिल पाएगा इतना ही चाहूँ बस तुझको मना लूँ मैं मैं तेरा हो जाऊँ तुझे अपना बना लूँ मैं तेरे साथ दुनिया बसाने की है आरज़ू तू जो मान जाए सारी ख़ुशियाँ मना लूँ मैं चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए आफ़तों की दुनिया में कुछ सब्र आए मुझे तेरी बाँहों में हो क़रार ऐसा कि बरसों के गए हो जैसे घर आए बरसों के गए हो जैसे घर आए बरसों के गए हो जैसे घर आए
Song video
Song information
singer: Faheem Abdullah
album: Pehla Pyaar Doosri Baar
lyricist: Gurpreet Saini
music: Rochak Kohli
director: Anuj Saini
cast: Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya
music label: Tseries
Explore this song
- Singer: Faheem Abdullah
- Film / album: Pehla Pyaar Doosri Baar
- Composer: Rochak Kohli
- Lyricist: Gurpreet Saini