Roman script

sa saabid re rocky ga gama ma mallu

pa poltu dha dhanna ni nandu sa

sa re ga ma, ma ga re sa

sa re ga ma, ma ga re sa

sur se sur jab milta hai usko kehte hai sargam

ho dil se dil jab milta hai usko kehte hai sangam

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum

ek duje ke saathi hum humko kaahe, ka hai gum

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum 

is duniya mein aaye ho is duniya mein naam karo

koi achi baat karo koi acha kaam karo

yeh dil mere naam karo yeh dil mere naam karo 

lo yeh kaagaz aur kalam

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum

ped jalein khud dhoop mein par logo ko de saaye

hai acha insaan wahi kaam kisi ke jo aaye

mere kaam na tu aaya tu jhuta hai ram kasam

mere kaam na tu aaya tu jhuta hai ram kasam

tu jhuta hai ram kasam

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum

taash ke baawan patto par raaja raj hamaara hai

kal ka humko pata nahi lekin aaj hamara hai

hum jokar apne naukar hum jokar apne naukar

ikka, baadshah aur begum

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum 

iss duniya mein jine ka yeh bhi ek tarika hai

nahi mila jo maar liya jaadu hamane sikha hai

aish karo mere yaaro aish karo mere yaaro

maaro dum, mit jaaye gum

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum 

bum chiki chiki bum, chiki bum bum

bum chiki chiki bum, bum chiki chiki bum 

chiki bum bum, bum chiki chiki bum

Explore this song