Roman script

aye mera sar hai tabla nahi zara halke halke ha

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

tan ki thakan mai dur karu, mann me nayi umang bharu

bum akad bum ke, main champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

dooniya hai kya circus naya, kuch bhi nahi jokar hai hum 

dooniya hai kya circus naya, kuch bhi nahi jokar hai hum 

tum jo bolo woh karke dikhau, ungli pe sare jag ko nachau

keh rahe hai zameen aasman aisa pariwar hoga kaha

is ghar pe mera sab kuchh nisar hai

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

malik ho tum, sevak hu main, kis bat ka mujhko hai gum

malik ho tum, sevak hu main, kis bat ka mujhko hai gum

dil behlata rahu aise gaake, khidmat karta rahu sar jhukake

maa ne di hai mujhe zindgi, gaane se mujhko shoharat mili

ganv mere gito kaa sansar hai

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

tan ki thakan main dur karu, man me nayi umang bharu

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

bum akad bum ke, mai champi karu jamke

toh band akal sabki khul jaye

Explore this song