Roman script

uff vo khasmaanu khaani
karti rehti manmaani
samjhe khud ko chaudhraani vo
dil se bilkul bachhi hai, mufat hai par sachhi hai 
natkhat hai par achhi hai wo
leti pange vo sabse, bholi ban jaaye jhat se
baaj naa aaye addat se vo
kuch bhi na vo chupaye 
dil me jo hai dikhaye 
bas usi me fas jaye wo  
mai bulbula kyu koi mujhko haath lagaye 
wo khula khula aasma bhi dekho mujhko bulaye 
chidchidi hai ye zindgi
khushiya jo main lutaaun, hasna main sikhaaun chalo
bulbula bulbula are mai to bulbula 
chhuna na na mujhe bas haule se bula
bulbula bulbula are mai to bulbula
chhuna na na mujhe bas haule se bula
rituo ke ghungru paao me 
thirak thirak fir kyu na jaau mai 
hu masti ke gaon me 
machal machal phir kyu na gaau mai 
iske bin ronak kahan 
bujhi bujhi soyi soyi si hogi dhadkan
koso chaahe tum ise
iske bina suna suna hoga gulshan
saaz hun mujhe rok na 
shikwe sab mita le 
sang gunguna le gaa le
bulbula bulbula are mai to bulbula 
chhuna na na mujhe bas haule se bula
bulbula bulbula are mai to bulbula
chhuna na na mujhe bas haule se bula

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan

actor: Rishi Kapoor, Rani Mukherjee