Roman script

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana 

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana

ho sambhalne mein barso beet gaye 

phir se na armano ko jaga

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana

gujar gaya wo kya tha zamana 

gujar gaya wo kya tha zamana

mat kholo wo panna purana 

mat kholo wo panna purana

dard hai aag hai gujri hui 

un lamho ko ab na bula

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana 

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana

beh gaye aansu suni hai aankhe

beh gaye aansu suni hai aankhe

jal bhi chuki yaado ki lashe 

jal bhi chuki yaado ki lashe 

raakh hai bikhri kuchh na bacha

suna suna sa hai sama

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana 

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana

ho sambhalne mein barso beet gaye 

phir se na armaano ko jaga

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana 

bujhi hui aag ko na phir se 

jala sajana sajana

Explore this song