Roman script

bujh jaye jo jyoti jal jal kar 

us jot ka phir sulgana kya 

mit jaye jo hasti gul gul kar 

us hasti ka garmana kya 

bujh jaye jo jyoti jal jal kar 

jis dor mein ho to pench pade 

har pench mein ho sou gaanth pade 

har pench mein ho sou gaanth pade 

us dori ka apnana kya 

un gaantho ka suljhana kya 

un gaantho ka suljhana kya 

bujh jaye jo jyoti jal jal kar 

jise jine ka kuchh makshad ho 

to khwahish bhi uski neki 

to khwahish bhi uski neki 

jo tir na ho bas bini ka 

use jine ka lalchana kaya 

use jine ka lalchana kaya 

bujh jaye jo jyoti jal jal kar 

kuchh len nahi kuchh den nahi 

nit khel hi khele jate hai 

nit khel hi khele jate hai 

ab jite ka bahlava kya 

ab hare ka pachitava kya 

ab hare ka pachitava kya 

bujh jaye jo jyoti jal jal kar 

us jot ka phir sulgana kya 

bujh jaye jo jyoti jal jal kar

Explore this song