Roman script

bujh gaya tha kyun diya 

bujh gaya tha kyun diya 

bujh gaya tha kyun diya 

zyada hi bachaya tha 

milan ki raat jaag kar 

isliye isliye woh bujh gaya 

woh bujh gaya woh bujh gaya 

murjha gaya phool kyun 

murjha gaya phool kyun

pyaar ki bechainiyon mein 

usko seene mein daba rakha 

tha maine isliye murjha gaya

murjha gaya murjha gaya 

kisliye sookhi nadi kisliye sookhi nadi 

aa kisliye sookhi nadi baandh bandha tha 

zaroorat ke liye uss par baandh bandha tha 

zaroorat ke liye uss par hamesha ke liye 

rakh loon isliye sookhi nadi isliye sookhi nadi

taar chatkha saajh ka kyun 

taar chatkha saajh ka kyun 

uski had se zyada khinch gaya tha 

sur lagaane mein isliye taar chatkha 

isliye isliye

Explore this song