Roman script

zamane ke hazaro gham

simat ke dil me aaye hai

kisi se dil laga kar

ham badi muskil me aaye hai

bujh gaya dil ka diya

to chadani ka kya karu

lut gaya pyasa chaman to

is kali ko kya khu

bujh gaya dil ka diya

jis mein ho aansu hi aansu

dukh jaha ho beshumaar

jis mein ho aansu hi aansu

dukh jaha ho beshumaar

jis mein phoolo ko jalane

aaya karti ho bahaar

mere maalik ek aisi

zindagi ko kya karu kya karu

bujh gaya dil ka diya

laut jaao ae bahaaro

dil jalane aayi ho

laut jaao ae bahaaro

dil jalane aayi ho

dil ke uthe saaz par

kyun gungunane aayi ho

gham ki shenayi se nikali

raagni ko kya karu kya karu

bujh gaya dil ka diya

to chadani ka kya karu

lut gaya pyasa chaman to

is kali ko kya khu

bujh gaya dil ka diya.

Explore this song