Roman script

har lamha beqarari

meethi meethi khumaari

aankho aankho mein 

beeti hai raat saari

aa aa aiya aa aa aiya

aa aa aiya charlies angels

aa aa aiya aa aa aiya

aa aa aiya charlies angels

har lamha beqarari

meethi meethi khumaari

aankho aankho mein 

ab to beetti hai raat saari

mohabbat ka asar hai ye

zara mushqil safar hai ye

mujhko tu sahara de

ye rasta kar de tu aasaan

pagli ladki hai naadaan 

isko buddhi do bhagwan

pagli ladki hai naadaan 

isko buddhi do bhagwan

ha iske gan-nakshatra hai weak

iske lakshan nahi hai theek

iski khatre mein hai jaan

isko buddhi do bhagwan

pagli ladki hai naadaan 

isko buddhi do bhagwan

maine bachpan mein padha tha

aur suna hai logo se

ishq hai ik aag ka dariya 

aur doob ke paar jaana hai

umr qaid ik saza hai 

aashiqo ki qismat mein

isme naamumkin hai rihaai

yeh pyaar ho jail khana

tujhe lagti sazaa hai jo

haqiqat mein maza hai wo

teri baaho mein jeene ka

agar mil jaayega vardaan

pagli ladki hai naadaan 

isko buddhi do bhagwaan

pagli ladki hai naadaan 

isko buddhi do bhagwan

ha iske gann-nakshatra hai weak

iske lakshan nahi hai theek

iski khatre mein hai jaan

isko buddhi do bhagwan

pagli ladki hai naadaan 

isko buddhi do bhagwan

Explore this song