Roman script

sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda

ab kis kam ka are ab kis kam ka

ab kis kam ka goli maro budha ho gaya ghoda

bacho ko jo maine diya wo to mera farz bana

bacho se jo maine liya mere sar ka karz bana

karz bhi thik hai karz bhi thik hai

karz bhi thik hai bedardo ne sudh bhi kitna joda

sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda

ab kis kam ka are ab kis kam ka

ab kis kam ka goli maro budha ho gaya ghoda

maa ke dudh ki ab kimat bache kaha chukate hai

dudh hai kya maa baap ka khun bhi ye pee jate hai

in khud garzo ne in khud garzo ne

in khud garzo ne mujhe nahi kahi ka choda

sari umar mai is jiwan ki daud me bhaga dauda

ab kis kam ka are ab kis kam ka ab kis kam ka goli maro

ghoda budha ho gaya

Explore this song