Roman script

brij ke rajan manmohan
tori dekh badan man lalchaye 
brij ke rajan manmohan
tori dekh badan man lalchaye 
madhumoti mithi boli man ko 
jivan ka ek raag sunaye
brij ke rajan
mast nigahe jab tum ghero 
margish ka chehra tum laye
mast nigahe jab tum ghero 
margish ka chehra tum laye
sundar roop dikhao sundar roop dikhao 
jab sansar vipda mein chhup jaye
sansar vipda mein chhup jaye
madhur madhur murli jab baje 
madhur madhur murli jab baje 
prem sudha ki varsha aaye
madhur madhur murli jab baje 
prem sudha ki varsha aaye
prem sudha ki varsha aaye
sangito ke ek sagar mein
duniya bah jaye
sangito ke ek sagar mein
duniya bah jaye
brij ke rajan manmohan
tori dekh badan man lalchaye 
madhumoti mithi boli man ko 
madhumoti mithi boli man ko 
jivan ka ek raag sunaye
brij ke rajan

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Pankaj Mullick, Radharani