Roman script

bhado naino me, chhale sapno me

bhado naino me, chhale sapno me

gunji hai khamoshi chikho me

mitli hai kyu zindagi bhikho me

aman kaha se payega tu 

aman kaha se payega

aman kaha se payega tu 

aman kaha se payega

jo boye so payega tu 

jo boye so payega 

murda hai raate din banjara

kuch na diya jo tuta tara

murda hai raate din banjara

kuch na diya jo tuta tara

khub sajaya khuni mela

aisa khel kyu humne khela

chain hume kab aayega

aman kaha se payega tu 

aman kaha se payega

aman kaha se payega tu 

aman kaha se payega

jo boye so payega tu 

jo boye so payega 

jal gayi dhu dhu soch ki fasle

baanjh huye hai sare rasle

jal gayi dhu dhu soch ki fasle

baanjh huye hai sare rasle

khud ki chita me aag lagaye

dhundhe na par kaandha paye

waqt bura tal jayega

aman kaha se payega tu 

aman kaha se payega

aman kaha se payega tu 

aman kaha se payega

jo boye so payega tu 

jo boye so payega

Explore this song