Roman script

boom boom kadmo mein apne zamana hai

boom boom sabko dekhana hai

boom boom hotho pe apne tarana hai

boom boom sabko sunana hai

baat suno mere yaaro yaaro

duniya ko goli maaro maaro

zindagi ki har baazi baazi jeet lo tum na haaro na haaro

jo hona hai ho jaane do kal ki fikar chhodo aish karo

kya khona hai kya paana hai

khali haath aaye the khali haath jana hai

boom boom kadmo mein apne zamana hai

boom boom sabko dekhana hai

boom boom hotho pe apne tarana hai

boom boom sabko sunana hai

ye hai style ye hai style life hai kya ek style

koi kahe doctor bano koi kahe engineer bano

tum muskurake sabki suno dil jo kahe wahi tum karo

jo hona hai ho jaane do kal ki fikar chhodo aish karo

kya khona hai kya paana hai

khali haath aaye the khali haath jana hai

boom boom kadmo mein apne zamana hai

boom boom sabko dekhana hai

boom boom hotho pe apne tarana hai

boom boom sabko sunana hai

yaaro suno chhodo sharam

hamare kadam se milalo kadam takrayega kis mein hai dam

hum to hai hum sab paani hai kam jo hona hai ho jaane do

kal ki fikar chhodo aish karo kya khona hai kya paana hai

khali haath aaye the khali haath jana hai

boom boom kadmo mein apne zamana hai

boom boom sabko dekhana hai

boom boom hotho pe apne tarana hai

boom boom sabko sunana hai

Explore this song