Roman script

bombay talkies ha bombay talkies 

apna cinema ha bombay talkies

sapno ki sansar hai ye duniya bemisal hai 

sab kahte maya jaal hai ye jo bhi hai kamaal hai

jo film na ho yaar sunlo to jina ho bekar sunlo 

har dil ki dhadkan hai apna bombay talkies

ye sikhlati hai pyar sunlo aur 

dhisham dhisham maar sunlo 

hum sabka jivan hai apna bombay talkies

bombay talkies ha bombay talkies

har dil ki dhadkan hai apna bombay talkies

bombay talkies ha bombay talkies

kahaniya nayi nayi sitare laye saath 

geeto ki saugat aaina hame dikhlaye

andhero me rang khile o meriya meri

dost yaaro ki sabka man behlaaye 

aansu ya muskan sunlo ye ?? ke hai pran sunlo 

satranga darpan hai apna bombay talkies

bombay talkies ha bombay talkies

har dil ki dhadkan hai apna bombay talkies

bombay talkies ha bombay talkies

jeena yaha marna yaha iske siva jana kaha

are hum hai wahi hum the jaha 

sau baras ka hua phir bhi hai jawa

ho apna cinema rahega sada hi ye jaha

parde pe chamtkar hai ye chadhta sa bukhar hai

sar pe junu sawar hai khwabo ka karobar hai

action hero se naap sunlo chaudi hai ya flat sunlo 

milke chhedenge taar sunlo dekhenge barambar sunlo

sallo light digital apna bombay talkies

picture hi culture hai apna bombay talkies

har dil ki dhadkan hai apna bombay talkies

bombay talkies ha bombay talkies

sau baras ka ha bombay talkies

Explore this song