Roman script

bolo sanam ab kya hai irada

socho jara kya kiya tha vada

bolo sanam ab kya hai irada

socho jara kya kiya tha vada 

vada tha jeene ka, wada tha marne ka

kuch kar gujarne ka

toh kuch ho jane do kayamat aane do

toh kuch ho jane do kayamat aane do

bolo sanam ab kya hai irada

socho jara kya kiya tha vada 

vada tha jeene ka, wada tha marne ka

kuch kar gujarne ka

toh kuch ho jane do kayamat aane do

toh kuch ho jane do kayamat aane do

din yahi to hain baaho me aane ka

khatra nahi koi jalim zamane ka

din yahi to hain baaho me aane ka

khatra nahi koi jalim zamane ka

bikhri julfe gaalo pe pasina

lag ja sine se aa meri hasina

ye din hain jeene ka, ye din hain marne ka

kuch kar gujarne ka

toh kuch ho jane do kayamat aane do

toh kuch ho jane do kayamat aane do

chal kahin chal de la apni baaho ko

na rok de koi phir dil ki raaho ko

chal kahin chal de la apni baaho ko

na rok de koi phir dil ki raaho ko

aisa mujh me kho ja mere pyare 

galiyan galiyan dhundha kare sare

hilmil ke jeena hain, hilmil ke marna hain

kuch kar gujarna hain

toh kuch ho jane do kayamat aane do

toh kuch ho jane do kayamat aane do

bolo sanam ab kya hai irada

socho jara kya kiya tha vada 

vada tha jeene ka, wada tha marne ka

kuch kar gujarne ka

toh kuch ho jane do kayamat aane do

toh kuch ho jane do kayamat aane do

Explore this song