Roman script

aksharaadhipati, purna purshotam

shreeji maharaj ne diyaa mantra jivan

swaminarayan, swaminarayan, swaminarayan, swaminarayan

swami

manav dehe me swayam, huve pragat parabrahm

saath laaye aksharbrahm, swami gunatitanand

swami

seva se kar diya, gunatit swami ko prasan

bhagatji maharaj, adaashri, jagaa swami ko naman

swami

shudh yugal upaasana kaa kiyaa pravatan

shastri maharaj ko koti koti naman

swami

moorti sadhutaa ki, seva bhakti kaa vyasan

yogiji maharaj ko koti koti vandan

swami

yogiji ke swaroop kaa kiyaa jisne udhgosh

suhrad samraat kakaji ke charno me jukaaye shish

swami

yogi ke sambandh me, "swa" kaa kiyaa visarjan

papaji maharaj ko antar se he naman

swami

aatmiyataa kaa pher aaya, desh videsh me parcham

hariprasad swamiji ko he hamare vandan

swami

yogiji maharaj ko saup diyaa jisene man

aksharvihari swami ko kare ham sabhi naman

swami

tharaavrahit guru mukhi, maahatmya samrat jo

yuvaaneta saheb ko bhav bhare he vandan

swami

maanaavadar me rahekar, felaayaa satsang

haribhai saheb ko antar se he naman

swami

dehli me rahekar, nibhayaa kakaji kaa vachan

guruji ne pradraye akshar purshotam

swami

door rahekar bhi jo bane kakaji ka "dil"

dinkarbhai tumhe antarse he vandan

swami

karoonaa kar ke diyaa, dinkarbhai kaa sambhand

koti koti naman kakaji ko vandan

swami

kakaji ke vaaras ko, jinhone jivant rakhaa

dinkarbhai ke charno me,ye jivan diyaa

swami

chicago me sabhaa, sukarvaar ko sharu kari

mahendra bapu tumhe koti koti vandana

swami

suhradbhav aur maitribhav se jite he har pal

dinkarbhai aur bapu ko hamaare he naman

swaminarayan

swaminarayan

Explore this song