Roman script

bolo na tum jara pyar ye hota hai kya

ye hasi raj hai jane kaun bhala

chhedata hai ye aasma mausam lage aaj manchala

ye pyar hai kya khubsurat bala

bolo na tum jara pyar ye hota hai kya

ye hasi raj hai jane kaun bhala

pyar ki roshni jismo me ghul gayi

pyar ki aas me ruh ye dhul gayi

rog chalne laga dil ka ye kafila

sarsarati huwi hawa yu vadiyo me hai beh rahi

pyar ki hi kahaniya kano me hole se keh rahi

ye pyar hai kya khubsurat bala

bolo naa tum jara pyar ye hota hai kya

ye hasi raj hai jane kaun bhala

pyar ye subah ki makhmali dhup hai

pyar ye shamo ko sawala rup hai

ye jadu hai kya jo hai hampe huwa

pyar paya to jindagi ek pal me jaise badal gayi

rang ujale hai ragini naye sur me jaise hai dhal gayi

ye pyar hai kya khubsurat bala

bolo na tum jara, bolo na tum jara

pyar ye hota hai kya, pyar ye hota hai kya

ye hasi raj hai jane kaun bhala

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song