Roman script

bol siyavar ramachandar ki jay

pavanasut hanuman ki jay

har har mahadev ki jay

parvati ke pati bhagvati pande ki jay

gangaghaat ka pani piya hai

gangaghaat ka pani piya hai

ab sabko mai pani pila dunga

gangaghaat ka pani piya hai

ab sabko mai pani pila dunga

mujhko bhala samajhte ho kya

tumhe haridvar pahuncha dunga

gangaghaat ka pani piya hai

ab sabko mai pani pila dunga

pyar ki bani bolne vala ban jaye ek tamasha

is duniya me to chalti hai bas lathi ki bhasha

pyar ki bani bolne vala ban jaye ek tamasha

is duniya me to chalti hai bas lathi ki bhasha

kaun hai tola kaun hai masha 

ye bhed abhi samajha dunga

gangaghaat ka pani piya hai

ab sabko mai pani pila dunga

Explore this song