Roman script

pehle to ladti thi kitna akadti thi

paas nahi aati thi dur chali jati thi

baate banati thi kitna jalati thi

baate banati thi kitna jalati thi

tewar dikhati thi isko satati thi

isko satati thi isko satati thi

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

apne kishan ko apne kishan ko

apne kishan ko dil de diya

bol radha bol bol bol bol

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

anhoni ko honi karke dikhaya 

meri bechaini ko tune mitaya 

anhoni ko honi karke dikhaya 

meri bechaini ko tune mitaya 

bechain tune kiya itna jyada 

teri deewani bani teri radha 

main haal apna kya tujhe sunau 

bin tere laage naa mora jiya 

bol bol bol

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

apne kishan ko apne kishan ko

apne kishan ko dil de diya

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

mere kishan mera insaf kar de

tujhko sataya mujhe maaf kar de

mere kishan mera insaf kar de

tujhko sataya mujhe maaf kar de

aa paas mere tujhe main saja du

is pyar me sari duniya bhula du

khud ko bhula baithi main ek pal ko

baaho me jab tune mujhko liya

bol radha bol

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

apne kishan ko apne kishan ko

apne kishan ko dil de diya

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

apna milan to hai sadio purana

apna milan to hai sadio purana

mere kishan ab na mujhko bhulana

aaja sanam tere sar ki kasam lu

aaja sanam tere sar ki kasam lu

tera banu ab main jab bhi janam lu

ab na ye rishta tute ab na ye daman chhute

ab na ye rishta tute ab na ye daman chhute

saanse chalengi jab tak hamari

bichhdenge na hum ab sathiya

bol radha bol bol bol bol

bol radha bol tune ye kya kiya

bol radha bol tune ye kya kiya

apne kishan ko apne kishan ko

apne kishan ko dil de diya

bol radha bol bol bol bol

bol radha bol bol bol bol

Explore this song