Roman script
itni mohabbat karo na, mai dub na jaau kahi wapas kinare pe aana, mai bhul na jaau kahi dekha jabse chehra tera, mai to hafto se soya nahi bol do na zara dil me jo hai chhipa main kisi se kahunga nahi bol do na zara dil me jo hai chhipa main kisi se kahunga nahi, main kisi se kahunga nahi mujhe nind aati nahi hai akele, khwabo me aaya karo nahi chal sakunga tumhare bina mai mera tum sahara bano ik tumhe chahne ke alaawa aur kuch humse hoga nahi bol do na zara dil me jo hai chhipa main kisi se kahunga nahi bol do na zara dil me jo hai chhipa main kisi se kahunga nahi, main kisi se kahunga nahi hamari kami tumko mehsus hogi bhiga dengi jab baarishe main bhar kar ke laaya hu aankho me apni adhuri si kuch khwahishe rooh se chahne wale aashiq, baate jismo ki karte nahi bol do na zara dil me jo hai chhipa main kisi se kahunga nahi bol do na zara dil me jo hai chhipa main kisi se kahunga nahi, main kisi se kahunga nahi
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: Azhar (2016)
- Composer: Amaal Malik
- Lyricist: Rashmi Virag
- Actor: Emraan Hashmi
- Actor: Prachi Desai
- Actor: Nargis Fakhri
- Actor: Lara Dutta
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Karan Sharma
- Actor: Gautam Gulati
- Actor: Karanvir Sharma
- Actor: Manjot Singh
- Actor: Kunaal Roy Kapur
- Actor: Varun Badola
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Jameel Khan
- Actor: Ashok Mandana
- Actor: Shernaz Patel
- Actor: Virendra Saxena
- Actor: Ashish Pathode
- Actor: Rajit Kapur
- Actor: Shweta Kawatra
actor: Emraan Hashmi, Nargis Fakhri