Roman script

bol bol re bol re, jai maata ki bol re

bol bol re bol re, jai maata ki bol re

maata haregi tere dukho ko

maata haregi tere dukho ko

paayega sukh anmol re

bol bol bol re, jai maata ki

bol bol bol re, jai maata ki

bol bol re bol re, jai maata ki bol re

bol bol re bol re, jai maata ki bol re

daya ki devi sheetla mata

ab main unki mahima gaata

ek brahman parivar tha

bada dukhi sansar tha

saas bahu se ladti thi

ghar ke bel na badhti thi

bahu baanj kahlati thi

suni god rulati thi

bahu baanj kahlati thi

suni god rulati thi

ek padosin ghar aayi

raah bahu ko dikhlayi

usne mangal ka vrat rakha

sheetal jal se nahayi

sham ko thanda khana khaya

maa ki jyot jalayi

ek saal ke bhitar

uski god bhar gayi suni

god bhar gayi suni

sheetla maata ki kripa se

daulat ho gayi duni

daulat ho gayi duni

maata ke din jalta chulha chhodo to

balak jal jaye

maata ke din jalta chulha chhodo to

balak jal jaye

maata ke mithe niyamo ko 

maata ke mithe niyamo ko 

jivan me tu ghol re 

bol bol re bol re, jai maata ki bol re

bol bol re bol re, jai maata ki bol re

Explore this song