Roman script

bol beliya, bol beliya, bol beliya

bol beliya, bol beliya, bol beliya

aaj gali se bol beliya, bol beliya 

jab wo guzre bol beliya, bol beliya

darwaaze par bol beliya, bol beliya

diya jalaa ke

darwaze khol ke rakhna koi laut aaye to

ho rasta bhul na jaaye koi laut aaye to

sari sari raate jagna bol beliya, bol beliya 

galiyaa roshan rakhna bol beliya, bol beliya 

ho aanewala laut na jaaye

aa ha aaj gali se bol beliya, bol beliya

jab tum guzre bol beliya, bol beliya

deeye ne dekha bol beliya, bol beliya

aankh jhapak ke 

sadiya taap ke koi ab ghar aaya hai

ankhiya suj gayi hai jee bhar aaya hai

sari sari raate jagna bol beliya, bol beliya  

galiya roshan rakhna bol beliya, bol beliya  

ho aanewala laut na jaaye bol beliya, bol beliya  

ho laut ke aa ke shiqayat na rahe

bewafaai ki rivaayat na rahe

Laut ke aa, laut ke aa 

o aazma le ki shikayat na rahe

aa ke jaane ki rivaayat na rahe

aazma le, aazma le 

arrey aate aate aate aate mud ke na takna

ae jaate jaate jaate jaate ruk ke na takna

ho aaj gali se bol beliya, bol beliya  

jab woh guzre bol beliya, bol beliya  

ho ho darwaze par bol beliya, bol beliya  

diya jala ke bol beliya, bol beliya  

darwaze khol ke rakhna koi laut aaye to

rasta bhool na jaayein koi laut aaye to

sari sari raate jagna bol beliya, bol beliya  

galiyaa roshan rakhna bol beliya, bol beliya 

aanewala laut na jaaye

Explore this song