Roman script

bisri huyi wo baate kyu yaad aa rahi hai

gujri huyi wo raate kyu yaad aa rahi hai

kismat se kya gila kare

kismat se kya gila kare

kisko bura bhala kahe

hasrat hai phir mila kare

hasrat hai phir mila kare

raahe bula rahi hai

bisri huyi wo baate kyu yaad aa rahi hai

duniya ko gham ka kya pata

humse hi ho gayi khata

duniya ko gham ka kya pata

humse hi ho gayi khata

khud apna dil liya sata

khud apna dil liya sata

aankhe rula rahi hai

bisri huyi wo baate kyu yaad aa rahi hai

gujri huyi wo raate kyu yaad aa rahi hai

Explore this song