Roman script

birha ki mari koi pal bhar bhi na soyi
birha ki mari koi birha ki mari koi 
pal bhar bhi na soyi pal bhar bhi na soyi
jab se piya nahi aaye
dunia ko haye re dunia ko haye re
agani jalaye re agani jalaye re
mujhko chandaniya jalaye
birha ki mari koi
jabse chhod  gaye mohe piya
tab se nain me na aayi nindiya
jabse chhod  gaye mohe piya
tab se nain me na aayi nindiya
suni sej mohe banke nagan das jaye re
das jaye re das jaye re
birha ki mari koi birha ki mari koi 
pal bhar bhi na soyi pal bhar bhi na soyi
jab se piya nahi aaye birha ki mari koi
na suni na kuch tumse kahi
dil ki bat mere dil me rahi
ek bar mohe darsan deja 
chain aaye re chain aaye re
chain aaye re
birha ki mari koi birha ki mari koi 
pal bhar bhi na soyi pal bhar bhi na soyi
jab se piya nahi aaye
dunia ko haye re dunia ko haye re
agani jalaye re agani jalaye re
mujhko chandaniya jalaye
birha ki mari koi

Song details

Song video

Watch on YouTube