Roman script

bipat suno giridhari 
mori bipat suno giridhari 
aan padi hai aafat bhari 
aan padi hai aafat bhari 
bipat suno giridhari 
mori bipat suno giridhari 
vyakul hun main bin bhaiya ke 
vyakul hun main bin bhaiya ke 
chandani jaise bin chanda ke 
chandani jaise bin chanda ke 
paran bacha lo tum maiya ke 
paran bacha lo tum maiya ke 
duhai hai ab krishn murari 
duhai hai ab krishn murari 
bipat suno giridhari 
mori bipat suno giridhari 
tute dilo ka tum ho sahara 
tute dilo ka tum ho sahara 
tum hi nahi to kaun humara
tum hi nahi to kaun humara 
man me kar do ab ujiyara 
man me kar do ab ujiyara 
dur ho sari dhukh andhiyari 
dur ho sari dhukh andhiyari 
bipat suno giridhari 
mori bipat suno giridhari 
bansi baja ke mih barsa do 
bansi baja ke mih barsa do 
man murjhaye phul khila do 
man murjhaye phul khila so 
bhaiya ke mere mujh se mila do 
bhaiya ke mere mujh se mila do 
vinti karu main he banwari 
vinti karu main he banwari 
bipat suno giridhari 
mori bipat suno giridhari

Song details

Song video

Watch on YouTube