Roman script

bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye

bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye

bina tumhare kuch bhi humse kiya nahi jaye

ek pal humse bina tumhare jiya nahi jaye jiya nahi jaye

jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye

bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye

bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye

phool se khushbu juda kare tufa me dam ye kaha

juda kare badal se bijali aisa kaha tufa

juda kabhi sagar se lehar ko kiya nahi  jaye

ek pal humse bina tumhare 

raha nahi jaye jiya nahi jaye

jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye

bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye

bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye

sans tumhari hi mere sine me palti hai

preet humari ban ke lahu teri rago me chalti hai

bina tumhare sans bhi humse liya nahi jaye

ek pal humse bina tumhare jiya nahi jaye

jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye

jiya nahi jaye bina tumhare char kadam bhi 

chala nahi jaye bina tumhare ankho se kuch nazar

nahi aaye bina tumhare kuch bhi humse 

kiya nahi jaye ek pal humse bina tumhare

jiya nahi jaye jiya nahi jaye

jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye

Explore this song