Roman script

bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal

aji diya ram ne ghar se nikal mat puchho kya kya dukh jhele

kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal

bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal

aji diya ram ne ghar se nikal 

arey mat puchho kya kya dukh jhele

kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal

phir bhi hardam kahti thi wo

arey phir bhi hardam kahti thi wo

apne ram ka karke dhyan 

ram ram ram ram jai jai ram ram 

ram ram jai jai ram ram ho

nari ki mahima mat puchho

uski mahima kahi na jaye arey uski mahima kahi na jaye

uske ehsano ka badla is duniya me kon chukaye

arey is duniya me kon chukaye

pyar me apni jaan bhi de de arey pyar me apni jaan bhi de de

par mukh se nikle na haye ram ram ram ram jai jai ram ram 

ram ram jai jai ram ram ho 

is duniya me kab hoga nari ka man

arey kab hoga nari ka man jiski god me khele kitne 

yodha aur kitne vidvan yodha aur kitne vidvan

jiski kokh se paida hoke haye jiski kokh se paida hoke 

jag me aaya khud hai bhagwan

ram ram ram ram jai jai ram ram 

ram ram jai jai ram ram ho bina dosh sita mata ko 

diya ram ne ghar se nikal aji diya ram ne ghar se nikal

arey mat puchho kya kya dukh jhele

kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal

bina dosh sita mata ko diya ram ne ghar se nikal

aji diya ram ne ghar se nikal

arey mat puchho kya kya dukh jhele

kaha kaha bhatke baihal aji kaha kaha bhatke baihal

Explore this song