Roman script

bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu

jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu

main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

tadpe kitne sal tak aur na ab tadpa

kehti hai ye duriya seene se lag ja

tera rasta dekhte rehte the ye nain

tu na jane sajna kaise kate din re

ho phulo pe jawani aayi rut kya suhani aayi

nayi zindagani layi na ja

bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu

bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu

jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu

main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu

jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu

main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

har pal tere pyar ko tarse mera dil

dur mere aankho se hai sapno ki manzil

har pal tere pyar ko tarse mera dil

dur mere aankho se hai sapno ki manzil

itni akeli hu main yaado ki saheli hu main

ab to ek paheli hu main aaja

main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu

jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu

main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

bin saajan jhula jhulu main waada kaise bhulu

Explore this song