Roman script
bilkul socha na, bilkul samjha na kaise ye sab ho gaya pyar mujhe tumse hi jane kab ho gaya tum mujhse anjaan the main tumse anjaan thi mujhko na thi kuch khabar main kitni nadan thi ab to har lamha ek bechaini hai ye kya gazab ho gaya pyar mujhe tumse hi jane kab ho gaya aahista aahista hum kab itne pass aa gaye dil se gujarte huye ehsaas pe chha gaye pahle na haal apna aisa tha jo haal ab ho gaya pyar mujhe tumse hi jane kab ho gaya o pyar mujhe tumse hi jane kab ho gaya
Song details
- Singer: Rahat Fateh Ali Khan
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Ishq Forever (2016)
- Composer: Nadeem Saifee
- Lyricist: Sameer
- Actor: Krishna Chaturvedi
- Actor: Ruhi Singh
- Actor: Lisa Ray
- Actor: Zakir Hussain
- Actor: Chetan Pandit
- Actor: Sonal Jha
- Actor: Arif Zakaria
- Actor: Gurpreet Singh
- Actor: Sachin Parekh
- Actor: Denzil Smith
- Actor: Mahesh Balraj
- Actor: Jaaved Jaaferi
- Actor: Raza Murad
- Actor: Sharat Saxena
Song video
singer: Rahat Fateh Ali Khan, Palak Muchhal
actor: Ruhi Singh, Krishna Chaturvedi