Roman script

bikhri huyi narm si chandani
lehro ke ghar jaa rahi roshani
bikhri huyi narm si chandani
lehro ke ghar jaa rahi roshani
lamha lamha 
lamha lamha, chhu rahi hai sard hawaye
tanha tanha lag rahe hai apne saye 
yad aaye koi 
bikhri huyi narm si chandani
shabnam shabnam raat me
sapne hamare nam huye
bhige sapne dekh ke, chand sitare tham gaye
ab sabhi ke 
ab sabhi ke, dil me ek hi betabi
ab sabhi ke, dil me ek hi betabi 
ek si bekhudi
bikhri huyi narm si chandani
lehro ke ghar jaa rahi roshani
madhoshi hai mehaki huyi 
khushbu yeh kiski aa rahi
dil ke mausam ko huyi, mithi mithi bechaini
ab yakin hai 
ab yakin hai, dhadkano ko tab yeh nishani
ab yakin hai, dhadkano ko tab yeh nishani
bas tere pyar ki
bikhri huyi narm si chandani
lehro ke ghar jaa rahi roshani
lamha lamha 
lamha lamha, chhu rahi hai sard hawaye
tanha tanha lag rahe hai apne saye
yad aaye koi
bikhri huyi narm si chandani

Song details

Song video

Watch on YouTube