Roman script

bikhri hui hai chandni uspe shabaab aap ka

chamka ho aks jaise

chamka ho aks jaise, jamuna kinaare taaj ka

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka 

mausam ke aayine me dekho to apna chehra

lagta hai aise jaise ho waqt thehra thehra

jhatko na julf aise kaandhe pe aasmaan hai

bindiya hai jaise taara, chunri yeh raat ma hai

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka 

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka 

aankhe hai aapki yeh saawan ki bijliya hai

muskaan aapki yeh ya udti titliya hai

tum hoor ho pari ho ya meri zindagi ho

mai aur kya kahu bas tum meri bandgi ho

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka 

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka 

bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka

bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka 

chamka ho aks jaise

chamka ho aks jaise, jamuna kinare taaj ka

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka 

kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

Explore this song