Roman script

bijli ho ya ghata ho ik shokh dilruba ho tufa ho ke bala ho

bhagwaan jaane kya ho ho khub magar aise jaane jigar 

kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar

kya cheez ho zalim kya kahiye ho khub magar aise jaane jigar 

kya cheez ho zalim kya kahiye

rukiye to zara kahiye to bhala rukiye to zara kahiye to bhala 

kyo zulm ye mujhpe kya hai khata bemaut hi mara jaata hu

kis baat ki di jati hai saza kis baat ki di jati hai saza

kehta hai mera har zakhme jigar 

kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar

kya cheez ho zalim kya kahiye ho khub magar aise jaane jigar 

kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar

kya cheez ho zalim kya kahiye

katil ye ada jis ghar jaaye katil ye ada jis ghar jaaye 

us ghar ka safaya kar jaaye insaan bechara cheez hai kya

shaitaan bhi tumse dar jaaye shaitaan bhi tumse dar jaaye

tumne hi meri todi hai kamar 

kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar

kya cheez ho zalim kya kahiye ho khub magar aise jaane jigar 

kya cheez ho zalim kya kahiye gusse ke ada matwali nazar

kya cheez ho zalim kya kahiye

Explore this song