Roman script

sada papi se papi ko bhi tum 
maa bhav sindhu taari ho 
fasi majhdhar mein naiya ko bhi 
pal mein ubhari ho 
na jane kaun aisi bhul 
mujhse ho gayi maiya 
tum apne is balak jo maa 
man se bisari ho
bigdi meri bana se 
ae shero wali maiya
bigdi meri bana se 
ae shero wali maiya
o bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya
o bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya 
apna mujhe bana le meri maiya
apna mujhe bana le 
ae mehro wali maiya
darsan ko meri ankhiya 
kab se taras rahi hai 
meri nkhiya maa meri ye ankhiya 
darsan ko meri ankhiya 
kab se taras rahi hai 
sawan ke jaise jhar jhar jhar jhar 
sawan ke jaise jhar jhar
ankhiya baras rahi hai 
dar pe mujhe bula le meri maiya
o dar pe mujhe bula le 
ae ahero wali maiya 
bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya
aaye hai tere dar pe 
duniya ke nar aur nari maa
aaye hai tere dar pe 
duniya ke nar aur nari
sunti ho sabki vinti maiya
sunti ho sabki vinti
meri maiya sherowali
mujh ko darsh dikha de 
mujh ko darsh dikha de meri maiya
o mujh ko darsh dikha de
ae meharo wali maiya
bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya
sharma pe shero wali
drishti daya ki kar maa
sharma pe shero wali
drishti daya ki kar maa
charno ki dhul dekar
lakkha ki jholi bhar maa
marte ko ab jilade
marte ko ab jilade meri maiya
o marte ko ab jilade
ae meharo wali maiya
bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya
bigdi meri bana se 
ae shero wali maiya
bigdi meri bana se 
ae shero wali maiya
o bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya
o bigdi meri bana de 
ae shero wali maiya 
apna mujhe bana le meri maiya
apna mujhe bana le 
ae mehro wali maiya

Song details

Song video

Watch on YouTube