Roman script

are are nain lade bichuwa ne das liya

hay hay khade khade bichuwa ne das liya

bichuwa hai aag jaisa jahar chada naag jaisa

bichuwa hai aag jaisa jahar chada naag jaisa

toba toba toba itne bade bichuwa ne das liya

hay hay hay baut bade bichuwa ne das liya

wo dank mara sambhlne na payi

sisakti rahi par machlane na payi

hai gore gore rang pe sone jase ang pe 

are gore gore rang pe sone jase ang pe

nile nile nile nile nile nile daga pade

bichuwa ne das liya hay hay khade khade bichuwa ne das liya

khanakte rahi mare pavo ki payal 

mai thi kahi or kahi mera aanchal

hay dil thama hatho se hote kate danto se 

hay dil thama hatho se hote kate danto se

aakho se moti jhade bichuwa ne das liya 

toba toba toba itne bade bichuwa ne das liya

are are nain ladee bichuwa ne das liya 

hay hay baut bade bichuwa ne das liya

Explore this song