Roman script

abhi tha yahan, chupa hai kahan

nikal gayi haye meri jaan

bhag na jaye wo das kar

yaad karo koi mantar..mantar

chu chu chu mantar chu

bichhoo bichoo o bichoo ye bichoo

mujhe kaat khayega

bichoo ho bichoo ye bichoo ha bichoo

pakdo maro na chodo, choda to dank mar jayega

bichoo ho bichoo ye bichoo ha bichoo

pakdo maro na chodo, choda to dank mar jayega

rabba rabba kiswa janana 

aya kahan se ye muha mardana

rabba rabba kiswa janana 

aya kahan se ye muha mardana

jaldi se iski tasveer khicho

gadi ko roko janjeer khicho

gurad ko bulaao, shor machao

gurad ko bulaao, shor machao

jane na paye bachkar

yaad karo koi mantar..mantar

chu chu chu mantar chu

bichhoo bichoo o bichoo ye bichoo

mujhe kaat khayega

bichoo ho bichoo ye bichoo ha bichoo

pakdo maro na chodo, choda to dank mar jayega

bichoo ho bichoo ye bichoo ha bichoo

pakdo maro na chodo, choda to dank mar jayega

aaya tha ye banke filmi hero

humne bana dala isko zero

aaya tha ye banke filmi hero

humne bana dala isko zero

socho agar mai hoti akeli

kya haal hota mera saheli

ye kya karta,kya karta,kya karta

ye kya na karta

ye kya karta, ye kya na karta

soch ke hi lagta hai dar

yaad karo koi mantar..mantar

chu chu chu mantar chu

bichhoo bichoo o bichoo ye bichoo

mujhe kaat khayega

bichoo ho bichoo ye bichoo ha bichoo

pakdo maro na chodo, choda to dank mar jayega

bichoo ho bichoo ye bichoo ha bichoo

pakdo maro na chodo, choda to dank mar jayega

Explore this song