Roman script

raaho me udti jaaye, har mod se mudti jaaye

raaho me udti jaaye, har mod se mudti jaaye

raahi ko raah dikhaaye motar mitra di

bichhde yaar milaaye motar mitra di

bichhde yaar milaaye motar mitra di

tere rup ki ek jhalak dekhi

hua sad ke raanjhan yaar tera

heere sau rab di rab bhul gaya

ho maine paaya jab se pyaar tera

jab aankho ko chamkaaye, rasta roshan ho jaaye

jab aankho ko chamkaaye, rasta roshan ho jaaye

raahi ko raah dikhaaye motar mitra di

bichhde yaar milaaye motar mitra di

bichhde yaar milaaye motar mitra di

dhoya hai rab ne dhudh se

dilbar ka gora ang

mukh dekha sone yaar ka

dil ban kar uda patang

saanso me khushbu aa basi

aankho me bikhre rang

phulo ka mausam aa gaya

jab do dil dhadke sang

basti basti le jaaye, manjil manjil pahuchaaye

basti basti le jaaye, manjil manjil pahuchaaye

raahi ko raah dikhaaye motar mitra di

bichhde yaar milaaye motar mitra di

bichhde yaar milaaye motar mitra di

Explore this song